blogging meaning in urdu
blogging ka Urdu may MATLAB.
Pehlay pehel hum log dairy likhtay that, us k liye Hume paper wali books cheye huti thi, aur log us Ka bharppor istimal Kerry that, phir ahista ahista zamana. Badal Gaya, logo digital dairy istimal kerne lagy, mukhtaleef digital dairy's market may agaye,
Ussi chez ko dekhty huge Google nay b apni digital dairy laanch ki, aur us Ka naam blog Rakh Diya,
Jab log us ki taraf ziyada maile hune lagay to Google nay us may monitization Ki options bhi dedi, k ager koi chahe to apna blog logo k saat share kare, ager ussay dekhnay Waly ziyada hu to him us may ishtihaar lagadengay, us say jiss Ka blog huga, ussay pesay bhi molingay,
Us k Dekha Delhi, dusry aur b kafi blogging k platform anay lagay, aur logo nay digital marketing ko is saat milalia, aur ab log mukhtaleef companies k liye un k products k baray may blog likhtay, us say in Ka products bekta hay, aur log ishtihaar say ziyada pesay kamaty hay, Issy affiliate blogging kehtay,
Ye thi blogging meaning in urdu / Hindi.
0 Comments